Aksar logon ko aise ilaqon mein kaam karna padta hai jahan qareeb koi masjid nahi hoti. Aise mein kya Jumma chhorna jaiz hai? Kya is surat mein Jumma ki namaz maaf hoti hai?
Mufti Tariq Masood sahab ne is video mein is ahem sawal ka tafseel se jawab diya hai, Quran o Sunnat ki roshni mein.
📌 Dekhiye aur samjhiye apna farz – har Musalman ke liye zaroori maloomat.
🔔 Rozana naye clips aur ilm se bharpoor videos
📢 Like, Share aur Subscribe zaroor karein